सुन लो मेरे भाइयों - YouWorship
Sun Lo Mere Bhaaiyon
Artist: D Augustine Jebakumar
Category: Gospel
Song Lyrics
सुन लो मेरे भाइयों (बहनो)मसीहा मेरा दुनिया में आया (2) दुनिया में आया – मुक्ति को लाया (2)पापी को आके बचायाबचाने येशु… दुनिया में आया (2) अँधों को आँखें, गूँगे को बोली (2)बहरों को शब्द सुनायासुनाने यीशु… दुनिया में आया (2) जब हम गुनाह में पड़े हुए थे (2)अद्भुत प्रेम दिखायादिखाने येशु… दुनिया में आया (2) दुनिया की खातिर क्रूस पर चढ़ के (2)अपना ही रक्त बहायाबहाने येशु… दुनिया में आया (2) जो कोई उस पर विश्वास लाया (2)उसको मसीह ने बचायाबचाने येशु… दुनिया में आया (2) स्वर्गीय पिता का इकलौता बेटा (2)मनुष्य का पुत्र कहलायाकहलाने येशु… दुनिया में आया (2) Sun Lo Mere Bhaaiyon (Behno) Masihaa Meraa Duniyaa Mein Aayaa (2) Duniyaa Mein Aayaa – Mukthi Ko Laayaa (2) Paapi Ko Aake Bachaayaa Bachaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) Andho Ko Aankhe Goon-Gon Ko Boli (2) Beharon Ko Shabd Sunaayaa Sunaane Eeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) Jab Hum Gunaah Mein Pade Hue The (2) Adbhuth Prem Dikhaayaa Dikhaane Yeshu… Duniyaa Mein Aaya (2) Duniyaa Ki Khaathir Kroos Par Chadh Ke (2) Apnaa Hee Rakth Bahaayaa Bahaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) Jo Koi Us Par Vishwaas Laayaa (2) Usko Masih Ne Bachaayaa Bachaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) Swargeey Pithaa Ka Ikalothaa Betaa (2) Manushy Ka Puthr Kehlaayaa, Kehlaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2)