सारे जहां का उजाला - YouWorship
Saare Jahaan Kaa Ujaalaa
Artist: Jessy Robin
Category: Christmas
Song Lyrics
बेतलहम में चमका सितारा मजूसियों को राह दिखाया (2) चरनी में देखो जन्म लिया है सारे जहां का उजाला (2) परमेश्वर का पुत्र है येशु मानव रूप जो धारण किया स्वर्गीय महिमा छोड़कर उसने गौशाले में जन्म लिया (2) पापों में डूबे हुए जहां को पापों से मुक्ति देने वो आया दुखों से टूटी मानवता को अपनी शांति देने वो आया (2) Bethlehem Mein Chamkaa Sithaaraa Majusiyon Ko Raah Dikhaayaa (2) Charni Mein Dekho Janm Liyaa Hai Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (2) Parmeshwar Kaa Puthra Hai Yeshu Maanav Roop Jo Dhaaran Kiyaa Swargeeya Mahimaa Chodkar Usne Gaushaale Mein Janm Liyaa (2) Paapon Me Dube Hue Jahaan Ko Paapon Se Mukthi Dene Vo Aayaa Dukhon Se Tooti Maaanavthaa Ko Apni Shaanthi Dene Vo Aayaa (2)