दूर एक तारा - YouWorship
Door Ek Thaaraa
Artist: Unknown Artist
Category: Christmas
Song Lyrics
दूर एक तारा जा रहा है पहुचेगा एक दिन बैथलहम को हम भी चलेंगे पीछे उसके दंडवत करेंगे क्रिस्ट येशु को मरीयम का बेटा वो है चरनी में जो आज आया है (2) तारे आकाश जल खुशिया मनाते वो ही हमारा राजा है (2) आया बचने को हमे दुबे थे जब हम पापो मे (2) ये बात समझो मन फिराओ क्यों आया जग मे प्यारा मसीह (2) आएगा फिर से मसीह चिन्हों को देखो पूरे होते (2) न्याय करेगा आकर हमारा न्याय का दिन अब निकट आया (2) Door Ek Thaaraa Jaa Rahaa Hai Pahuchegaa Ek Din Bethlahem Ko Ham Bhee Chalenge Peeche Uske Dandvath Karenge Kreesth Yeshu Ko Mariyam Kaa Betaa Vo Hai Charnee Me Jo Aaj Aayaa Hai (2) Thaare Aakaash Jal Kushiyaa Manaathe Vo Hee Hamaraa Raajaa Hai (2) Aayaa Bachaane Ko Hame Doobe The Jab Ham Paapo Mein (2) Ye Baath Samjho Man Phiraavo Kyo Aayaa Jag Me Pyaaraa Maseeh (2) Aayegaa Phir Se Maseeh Chinho Ko Dekho Poore Hothe (2) Nyaay Karegaa Aakar Hamaaraa Nyaay Kaa Din Ab Nikat Aayaa (2)